Bara'a Bin Aazib R.A
Bara'a Bin Aazib R.A farmate hain ke Rsool pak Sallallahu alehi wasalm ne farmaya, ke Allah ke kuch bande hain jo khaas hain ke Allah unhian jannat ke sab se buland darja pe rakhe ga,
or wo log sab se ziyada aqalmand hain.
Hadees" Raavi kehte hian ke hum sab ne Arz kia ke wo sab se aqalmand kese honge?
farmaya, unki tamam kaam Allah hi keliye hian or inki tamaam koshishon ka khulasa Allah ki raza mandi hai,
wo duniya or iski fazooliaat riyasat or aesh se bilkul be raghbat hogaye hian.
un ke nazer me duniya bilkul haqeer hai unhon ne is duniya main thore dinon museebton or mushaqaton per sabr kia phir ghair matnahi zamana main rahat utha rahe hain.

No comments:
Post a Comment
Say In comments....sallallahu alaika ya rasool allah