Wednesday, 21 October 2015

Naat lyrics







Written By: Peer Meher Ali Shah


Aj Sik Mitran Di Wadheriye
Kyun dilri udaas ghaneriey
Lon lon wich showq changeriye
Aaj neina nain laiyan kyun jhariyan
Subhanallah Subhan Allah, Subhanallah Subhan Allah.


Mukh chand badr shah shani aye
Mathay chamke laat noorani aey
Kali zulf tay akh mastani aey
Makhmoor akheen hin madh bharian
Subhanallah Subhan Allah, Subhanallah Subhan Allah.


Do abro kos misal day saan
Jadoon nokay mujhday teer chutan
Laban surkh akhan kay lal e yaman
Chitay dan moti diyan hen lariyan.
Subhanallah Subhan Allah, Subhanallah Subhan Allah.


Is surat noun main jaan aakhan
Jaan aakhan kay jaan e jahan akhaan
Sach aakhan tey Rab di shaan akhaan
Jis shaan tun shaanan sab baniyan
Subhanallah Subhan Allah, Subhanallah Subhan Allah.


Subhanallah maa ajmalaka
Ma ahsanaka maa akmalaka
Kithay Mehr Ali kithay Teri sana
Gustakh akheen, kithay ja ariyaan
Subhanallah Subhan Allah, Subhanallah Subhan Allah.



Aya soorat shala peysh nazar
Rahey waqt naza, tey rowzay hashr.
Wich qabr tey pal theen jad howsi guzar
Sab khowtiya theen tad khariya
Subhanallah Subhan Allah, Subhanallah Subhan Allah.


==============================================





KARAM GAUS E AAZAMKARAM GAUS E AAZAM
TUMHARE TASADDUQ BHARAM GAUS E AAZAM

TUMHEN QASMEN DE KAR KHILATA HAI MAULA
UTHATA HAI NAAZ O NE"AM GAUS E AAZAM

WILAYAT KI ASNAD OUSEE KO MILEGI
MILA JIS KI KHATIR QALAM GAUS E AAZAM

AGISNA AGISNA AGISNA AGISNA
GIRAFTAR E GUM HAI UMAM GAUS E AAZAM

DIL E MUZTARIB KO MAYASSAR SUKOON HO
AGAR DIL PE RAKH DO QADAM GAUS E AAZAM

MUJHE BAAZ APNE NAHI KAHTE APNA
TUMHIN KAH DO APNA, KARAM GAUS E AAZAM

PANAH APNE DAMAN KI MUJH KO ATAA HO
K DHATE HAIN AADAA SITAM GAUS E AAZAM

MUREEDEE PE NAAZAN HAI SHAKIR NOORI
MILA IS KO DAST E KARAM GAUS E AAZAM


=======================================================================



 

Kar Ae Ubaid Unki Midhat Tujh Per Khuda Ki Ho Rehmat

Tu Ne Muqqadar Ye Paaya Aaqa Ka Milad Aaya

==============================================







ism-e-meelad ke sadqe me rihaayi milti
jashn-e-meelad ki tareekh ka hiss hota


mujhko hona hi agar tha to Rab-e-kareem
un (S.A.W) ki chokhat pe bicha aik bichona hota


jis me sarkar (SA.W) ko laya kartein
jis me aane se ap (SA.W) ke ujala hota


or dast-o- bosi se na milti fursat mujhko
garchai Husnain ke hathon ka me khilona hota


mujhko hona hi agr tha to Rab-e-kareem
lafz ban ker me buseri ka qaseeda hota


naat-e-hassan ki ra'anai se hota ra'ana
aala'a hazrat ka poorjosh aqeedah hota
========================================================================







Jahaan rauza e pak e Khairul wara hai
Wo jannat nahi hai to phir aur kya hai
Kahaan mai kahaan yeh Madine ke galiyaan
Yeh qisamt nahi hai to phir aur kya hai

Muhammed (saw) ki Azmath ko kya poochte ho
Ke wo Sahibe Qaba Qausain tehre
Bashar ki sare Arsh mehmaan nawazi
Yeh Azmath nahi hai to phir aur kya hai

 
Jo aasi ko Kamli me apne chupa le
Jo dushman ko bhi zakhm khakar dua de
Use aur kya naam dega zamana
Wo Rehmat nahi hai to phir aur kya hai

Qayamat ka ek din muaiyan hai lekin
Hamare liye har nafas hai qayamat
Madine se hum jaan nisaraun ki doori
Qayamat nahi hai to phir aur kya hai

Tum Iqbal yeh naat keh to rahe ho
Magar yeh bhi soncha ke kya kar rahe ho
Kahaan tum Kahaan madhe Mamduhe Yazdaan
Ye jur'rat nahi hai to phir aur kya hai




=======================================================================




Khuda ka zikr kare zikre Mustafa na keray
Khuda ka zikr kare zikre Mustafa na keray
Khuda ka zikr kare zikre Mustafa na keray
Humaray moon main ho asi zoban khuda na keray
Humaray moon main ho asi zoban khuda na keray


Duray rasool (PBUH) pe aysa kabhi nahi dekha
Duray rasool (PBUH) pe aysa kabhi nahi dekha
Koi sawal keray  our wo aata na keray
Koi sawal keray  our wo aata na keray
Mudina ja ke niklna na shaher se baher
Mudina ja ke niklna na shaher se baher
Khuda na khasta ye zindgi wafa na keray
Khuda na khasta ye zindgi wafa na keray

Nabi ke kudmon pe jis dum gulam ka ser ho
Nabi ke kudmon pe jis dum gulam ka ser ho
Kaza se keh do ke ik lumha bhi kaza na kerain
Kaza se keh do ke ik lumha bhi kaza na kerain
Aseer jis ko buna ker rukhain madinain main
Aseer jis ko buna ker rukhain madinain main
Tamam umer rihahi ke wo doa na keray
Tamam umer rihahi ke wo doa na keray

Kaha khuda nain shufahat ke bat mehsher main
Kaha khuda nain shufahat ke bat mehsher main
Pehal habeeb keray    koi dosra na keray
Pehal habeeb keray    koi dosra na keray
Shauray nahat bhi ho   our zaban bhi ho adeeb
Shauray nahat bhi ho   our zaban bhi ho adeeb
Wo admi nahi   jo in ka huq aada na keray
Wo admi nahi   jo in ka huq aada na keray

Khuda ka zikr kare  zikre Mustafa na keray
Humaray moon main ho asi zoban khuda na keray


==============================================



Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey  2

Hum Madine mein tanha nikal jayengey
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey 2

Hum wahan jakey wapas nahin ayengey
Doond te doondte log tak jayengey 2


Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega
Bandagi ka kareena badal jaye ga 2

Sar juka ne ki fursat miley gi kisey
Khud hi palkon se sajdey tapak jayengey 2

Naamey Aaka jahan bhi liya jayega
Zikr unka jahan bhi kiya jayega 2

Noor hi noor seeno mein bhar jayega
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey 2

Eh Madiny ke zahi KHuda ke liye
Daastaan ne safar mujko yumad suna 2

Baat bhar jayegi dil tarap jayega
Mere mohtat aasoo chalak jayege 2


No comments:

Post a Comment

Say In comments....sallallahu alaika ya rasool allah